Beauty of Invisible string theory
Have you ever felt like meeting someone was no coincidence? Or that life’s events somehow led you exactly where you needed to be?
The invisible string theory is a romantic idea that says some people are linked by an invisible, unbreakable thread and are meant to meet and be in each other’s lives, no matter how far apart they are or how much time has passed.
Toh kehte hain ki yeh universe do logon ko tab tak alag rakhta hai, Jab tak unke milne ka sahi waqt na aajaye , Woh do log ek sheher me kyu na ho ek gali se guzre ho ,ek jagah pe hi waqt betaate hoBas kabhi milte nhi lekin sahi waqt aane per ek andekhi dor unhe ek dusre ki aur khinch hi laati hai It’s all because your destiny is written Shayad isliye kehte hain ki jo chala gaya wo toh tumhara kabhi tha hi nahi aur jo tumhara hai woh kahi na kahi kisi bhi raaste se tum tak aa hi jayegaIssi wajah se hum itne qareed hote huye bhi phele kabhi nhi milte kyunki sahi logh jyada tar galat waqt par hi milte hain lekin saath chodne ke liye nhi balki sab sahi karne ke liye saath nibhane k liye.